Best Rahat Indori Shayari

Best Rahat Indori Shayari available in Hindi, Urdu and Roman scripts. He was one of the great urdu shayari from uttar pradesh india, Enjoy Rahat Indori shayari hindi status for whatsapp, facebook and instagram. Enjoy Rahat Indori sad shayari, Indori MP shayari in urdu

Rahat Indori Shayari in Hindi and Urdu language

Aage safar tha
Aur piche hamsafar tha
Rukte to safar choot jata
Aur chalte to hamsafar choot jata

Manjil ki vi hasrat thi
Aur unse vi mohabaat thi
Ae dil tu hi bata
Uss waqt mai kaha jata.

Muddat ka safar vi tha
Aur barso ka hamsafar vi tha
Rukte to bichadd jate
Aur chalte to bikhar jate.

Yu samajh lo pyaas lagi thi gajab ki
Magar pani mein jahar tha
Piite to marr jate
Aur na piite to vi mar jate.

Bas yahi doo maslein
Zindagi var na haal hue
Na nind pori hui na khwab muqamaal hue.

Waqt ne kaha kash thoda aur sabar hota
Sabar ne kaha kash thoda aur waqt hota.

Subh subh uthna padta hai kamane ke liye
Aram kamane nikalta hoo aram chorkar!!
Hoonar sadko par tamasha karta hai
Aur kismat mahloo mein raaj karti hai.

Shikayat too bahut hai ae jindagi
Par chup isliye hoo kyoki
Jo duniya tune di hai
Vo vi bahutoo ko nasib nahi hota.

Ajeeb saudagar hai waqt be.!
Jawani ka lalach de ke bachpan le gaya.
Ab amiri ka lalach de ke jawani le jayga.

Laut ata hu wapas ghar ki taraf
Haar roj thaka-hara.
Aajtak samaj nahi aya ki jeene ke liye kaam karta hu aya kaam karne ke liye jeeta hu..

Bachpan mai sabse adhik pucha hua sawal
Bade hokar kya bana hai ?
Jawab ab mila hai
Fir se bacha bana hai ..

Thak gaya hun teri naukari se jindagi
Munashib hoga agar mera hisab karde…

Dosto se bichadkar aye haqikat khuli
Beshak kamine te…par raunak unhi se thi..

Bhari jeb ne duniya se pehchan karayi.
Aur khali jeb ne apno ki……

Jab lage paise kamane tho samaj aya
Shock tho maa baap ke paiso se puree hote hai
Apne paiso se tho jaruraten puri hoti hai…….

Hasne ki icha na ho tho b hasna padta hai .
Koi jab puche kaise ho ?
Tho maje mai hu kehna padta hai …

Aye jindagi ka rangmach hai dosto
Aya har ek ko natak karna padta hai ..

Machis ki jarurat aya nai padti
Aya admi admi se jalta hai …

Mandir mai fool chadha kar aye tho aye ahesas hua ki
Phataro ko manane mai foolo ka qatal kar aye ham ….

Gaye te gunah ka maafi magne
Waha ek aur gunah kar aye ham……..