Read Guess The Ramayana Characters

Check Guess The Ramayana Characters from Religious section on e akhabaar

1. तड़पे चौदह वर्ष, त्यागी वे आदर्श 1. Tadpe Chaudah Varsh Tyagi Wo Adarsh 1. Bharat  2. ऐसा पैर जमाया, हिला ना कोई पाया 2. Aisa Pair Jamaya Hila Na Koi Paya 2. Angad  3. घर ही उड़ता जाए, वैद्यराज घबराए 3. Ghar Hi Udta Jaaye Vaidya Raaj Ghabraye 3. Vaidya Raj Sushen.  4. सेना बड़ी विचित्र, बने राम के मित्र 4. Sena Badi Vichitra Bane Ram Ke Mitra 4. Sugreev   5. अभियंता दो भ्राता, बने सेतु निर्माता 5. Abhiyanta Do Bhrata Bane Setu Nirmata 5. Nal or Neil  6. मांगे दशरथ – सुत, किया सुतों ने युद्ध 6. Maange Dashrath Sut Kiya Suton Ne Yuddh 6. Vishwamitra  7. वाटिका में तप्त, रावण से संत्रस्त  7. Vatika Mein Tapt Ravan Se Santrasta 7. Maa Sita.  8. वानर सेना संग, काला उनका रंग 8. Vanar Sena Sang Kaala Unka Rang 8. Jamvant  9. उर से अन्तरध्यान, दिखे सामने राम 9. Ur Se Antardhyan Dikhe Saamne Ram 9. Sharbhang  10. ऋषि समान वे राजा, रखे न्याय मर्यादा 10. Rishi Samaan We Raja Rakhe Nyay Maryada 10. Janak  11. मैंने पार लगाया, मुझको पार लगाना 11. Maine Paar Lagaya Mujhko Paar Lagana 11. Kevat  12. भाई के ठुकराए, सत्य शरण में आए 12. Bhai Ke Thukraye Satya Sharan Mein Aaye 12. Vibhishana  13. जननी को सब व्यापे, अपलक पंथ निहारो 13. Janani Ko Sab Vyape, Apalak Panth Nohare 13. Mata Kaushalya  14. अनुज – वधु को त्रास, प्रभु ने किया विनाश 14. Anuj Vadhu Ko Tras, Prabhu Ne Kiya Vinash 14. Bali  15. सोचा था इंद्रासन, मांग लिया निद्रासन 15. Socha Tha Indrasan, Maang Liya Nidrasan 15. Kumbhkaran  16. रानी को भड़काया, बुद्धि को भरमाया 16. Rani Ko Bhadkaya, Buddhi Ko Bharmaya 16. Manthra  17. भरे क्रोध में आए, परिचय प्रभु का पाए 17. Bhare Krodh Mein Aaye, Parichay Prabhu Ka Paaye 17.  Parshuram  18. ब्याही चार सुता, माता करे विदा 18. Byahi Chaar Suta, Maata Karein Vaada 18. Sunaina  19. अहंकार में डूबा, घड़ा पाप का फूटा 19. Ahankar Mein Dooba, Ghada Paap Ka Foota 19. Ravan  20. सदा अवध में वास, धरम – धुरी गुरु खास 20. Sada Awadh Mein Vaas, Dharam Dhuri Guru Khaas 20. Vashistha  21. मांगे दो वरदान, सबको दुःख महान 21. Maange Do Vardaan, Sabko Dukh Mahaan 21. Kaikayi   22. पीछे दौड़े राम, हुआ परम कल्याण 22. Piche Daude Ram, Hua Param Kalyan 22. Maricha  23. तजे गोद में प्राण, प्रभु को पितृ समान 23. Taje God Mein Praan, Prabhu Ko Pitru Samaan 23. Jatayu  24. सेवा के आदर्श, दूत कर्म में दक्ष 24. Seva Ke Adarsh, Doot-karm Mein Daksh 24. Hanuman ji  25. राम लखन को बांधा, लखनलाल ने मारा 25. Ram Lakhan Ko Baandha, Lakhanlal Ne Maara 25. Indrajeet  26. दोष नहीं पर शापित, राम चरण उद्घारित 26. Dosh Nahi Par Shaapit, Ram Charan Udharit 26.  Ahilya  27. त्रुटि पर पाया शाप, अंत काल सब याद 27. Truti Par Paaya Shaap,  Ant-kaal Sab Yaad 27. Dashrath  28. सागर पीने वाले, दक्षिण के रखवाले 28. Sagar Peene Wale, Dakshin Ke Rakhwale 28. Agastya rishi  29. सिय को धैर्य बंधाती,धवल असुर कुल बाती 29. Siya Ko Dhairya Bandhaati, Dhawal Asur-kul-baati 29. Trijata  30. प्रभु आयेंगे आज, रोज़ यही विश्वास 30. Prabhu Aayenge Aaj, Roz Yahi Vishwas 30. Shabri.  31. रावण को समझाती, पत्नी धर्म निभाती 31. Raavan Ko Samjhati, Patni Dharam Nibhati 31. Mandodari  32. हनुमत बुद्धि लगाते, मुख में जाते – आते 32. Hanuman Buddhi Lagate, Mukh Mein Jaate-aate 32. Sursa  33. खाली रथ लौटाऊं, कैसे मुख दिखलाऊं 33. Khali Rath Lotaun, Kaise Mukh Dikhlaun 33. Arya sumant.  34. नाविक अति सकुचाये, रघुवर मित्र बनाये 34. Naavik Ati Sakuchaye, Raghuvar Mitra Banaye 34.  Nishadraj  35. बने राम की छाया, सारा निज बिसराया 35. Bane Ram Ki Chaya, Saara Nij Bisraya 35. Lakshmana  36. मर्यादा के धाम, बोलो जय श्री…. 36. Maryada Ke Dhaam, Bolo Jai Shree…. 36. Ramji

Post your comments about Guess The Ramayana Characters below.