Best Mohsin Naqvi Shayari

Best Mohsin Naqvi Shayari available in Hindi, Urdu and Roman scripts. He was one of the great urdu shayari, Enjoy Mohsin Naqvi shayari hindi status for whatsapp, facebook and instagram. Enjoy Mohsin Naqvi sad shayari, mohsin shayari in urdu. List of Top 20 famous Urdu Sher of Mohsin Naqvi selected by Lovers. He wrote hundreds of Ghazals in Urdu. His poetry mainly covers Shia Sunni, Ahle-Bayt and philosophy topics.

Mohsin Naqvi Shayari in Hindi and Urdu language

Hum ne gehre daryaon se seekha hai
Aap apni hi mouj main behna, chup rehna

____________________________
Wo bhi kya din thay k pal main kar dia karty thy hum
Umar bhar ki chahtain, har ek harjai k naam
____________________________

Har gharri raigan guzarti hai
Zindagi ab kahan guzarti hai?
____________________________

Us ke meray faaslay Mohsin na pooch
Rung se khusbuu juda hai aur bas!
____________________________

Kis ko chahen, kis ko bhula daalen
Dosti main hai intakhab azaab
____________________________

Hum se mat pooch kab rutain badlin
Hum rahe uske intazar main gum
____________________________

Ankh num b karo to bas itni
Rung pheekay paren na manzar ke
____________________________

Bhalay lagty hain toofan se larte badal mujhko
Hawa k rukh pe chalti kashtiyan achi nahi lagtin
____________________________

Khuli zameeno main jab bhi sarson k phool mehkain
Tum esi rut main sada mera intazar karna
____________________________

Janay ab kis des milen ge unchi zaaton wale log
Naik nigaahon, suche jazbon ki sughaton wale log