Song Aisa Nahi Keh Raha Sari Bandi Galat Hai Lyrics

Full Lyrical Translation of Song Aisa Nahi Keh Raha Sari Bandi Galat Hai Lyrics on e akhabaar.

Aisa Nahi Keh Raha Sari Bandi Galat Hai Lyrics” sung by Emiway Bantai represents the Hindi Music Ensemble. The lyrics of the song Aisa Nahi Keh Raha Sari Bandi Galat Hai” was written by Emiway Bantai. The music to the song was given by Yoki. This song features Swaalina.

Aisa Nahi Keh Raha Sari Bandi Galat Hai Lyrics

Bigad Gayi Hai

Bigad Gayi Hai

Karegi Dhokha Khule Aam Main

Mummy Ko Jhooth Bol Ke

Chhaave Ke Makaan Pe

Papa Ne Pakda Tujhe

Daaru Ke Dukaan Pe

Is Se Zyada Bolunga To

Shot Ho Jayega Jaan De

Aye Karegi Dhokha Khule Aam Main

Mummy Ko Jhooth Bol Ke

Chhaave Ke Makaan Pe

Papa Ne Pakda Tujhe

Daaru Ke Dukaan Pe

Is Se Zyada Bolunga To

Shot Ho Jayega Jaan De

Aye Karegi Dhokha Khule Aam Main

Mummy Ko Jhooth Bol Ke

Chhaave Ke Makaan Pe

Papa Ne Pakda Tujhe

Daaru Ke Dukaan Pe

Is Se Zyada Bolunga To

Shot Ho Jayega Jaan De

Dhyan De

Aaj Log Mujhe Pehchante

Tere Chhaave Se Zyada

Kamane Wale Rakhe Maine Kaam Pe

Jaan Nahi Dene Wala Main Tere Liye Jaan De

Tere Bina Zindigi Mein Khatam Hue Waande

Mere Khatam Hue Waande

Chal Aye Mere Khatam Hue Waande

Aye Mere Khatam Hue Waande Waande

Dhyan De

Aisa Nahi Kehra Hoon Saari Bandi Galat Hai

Bas Mera Jisse Pala Pada Uska Soch Alag Hai

Kadak Hai Jo Milli Mujhe Recently

Naughty Hai Sirf Mere Liye

Duniya Ke Liye Decent Si Bandi

Fashion Full Trendy

Nahi Chahiye Prada Ya Fendi

Tu Simple Mein Cute Hai

Shak Nahi Karunga Kyunki

Tere Ko Full Chhoot Hai

Loot Lage Li Hai Baby Aaja Phat Se Loot Le

Jaisi Bandi Chahiye Thi

Tu Waisi Dikh Rahi Hai

Soulmate Hai Saamne Tere

Chatting Mai Kya Likh Rahi Hai

Kya Tu Dikh Rahi Hai

Koyi Bhi Dekh Ke Ghayal Hai

Modern Hai Par

Khoobsurat Pairon Pe Tere Payal Hai

Aayela Dil Mera Tere Pe Machan De Hai Tu

Mere Raat Ka Ujala Kar Deti Chaand Hai Tu

Tujhse Pyar Kitna Karta Hoon Pehle Jaan Le Tu

Sab Mere Pichhe Par Mere Demand Mein Tu

Aye Aye Karegi Dhokha Khule Aam Main

Mummy Ko Jhooth Bol Ke

Chhaave Ke Makaan Pe

Papa Ne Pakda Tujhe

Daaru Ke Dukaan Pe

Is Se Zyada Bolunga To

Shot Ho Jayega Jaan De

Aye Karegi Dhokha Khule Aam Main

Mummy Ko Jhooth Bol Ke

Chhaave Ke Makaan Pe

Papa Ne Pakda Tujhe

Daaru Ke Dukaan Pe

Is Se Zyada Bolunga To

Shot Ho Jayega Jaan De

Khush Hoon Main Tere Sath

Reh Ja Tu Bhi Mere Paas

Tu Bhi Bilkul Mere Class Ki

Dikhawa Jyasti Nahi Karti Hai

Tu Baat Bhi Nahi Karti Hai Airon Gairon Se

Tu Hai Poori Aag Sabko Aur Jala Doon

Main Hoon Kerosene

Sab Log Jalne Lage Door Door Se

Bantai Machate Rahega Beta

Tu Dekhte Reh Ghoor Ghoor Ke

Underground Ho Ya Commercial Hip Hop

Dono Sath Le Chalenge

Bantai Udd Udd Ke Udd Udd Ke

Aaya Tere Paas

Toone Dala Mere Ko Ghaas

Chehre Se Dikhta Hai

Tu Nahi Degi Mujhe Traas

Tu Hai Raaz Jise Sab Jaan’na Chahte

Sirf Tu Aur Main Yeah Yeh Sab Hard Hai

Tu Nahi To Lagta Sab Kuchh Khandar Hai

Jab Bhi Sath Hoti Hai To

Phir To Baarish Aur Phir Thunder Hai

Mujhe Sirf Teri Hunger Hai

Tera Pyar Mere Liye Uglu Gehra Samundar

Karegi Dhokha Khule Aam Main

Mummy Ko Jhooth Bol Ke

Chhaave Ke Makaan Pe

Papa Ne Pakda Tujhe

Daaru Ke Dukaan Pe

Is Se Zyada Bolunga To

Shot Ho Jayega Jaan De

Aye Karegi Dhokha Khule Aam Main

Mummy Ko Jhooth Bol Ke

Chhaave Ke Makaan Pe

Papa Ne Pakda Tujhe

Daaru Ke Dukaan Pe

Is Se Zyada Bolunga To

Shot Ho Jayega Jaan De

Shot Ho Jayega Jaan De

Shot Ho Jayega Jaan De

Shot Ho Jayega Jaan De

Emiway Bantai Malum Hai Na

Machate Raho Ha Ha Ha

Peace Out

This was the lyrics of the song Aisa Nahi Keh Raha Sari Bandi Galat Hai by Emiway Bantai.

If you have any suggestion or correction in the Lyrics, Please contact us or comment below.

Write Your favorite line from Song Aisa Nahi Keh Raha Sari Bandi Galat Hai Lyrics below in the comments